Jab Tak Hain Jaan Poems – With Lyrics

The trailer of Shahrukh Khan’s next movie Jab Tak Hain Jaan is filled with some beautiful poems. There’s love, there’s romance, there’s sadness and there’s also a feeling on revenge in these beautiful lines by none other than Gulzar. Here are all the poems of Jab Tak Hain Jaan with lyrics from the theatrical trailer. The poems are in the order in which they appear in the trailer. Jab Tak Hain Jaan releases on 13th November.

You can watch the trailer of Jab Tak Hain Jaan here > Jab Tak Hain Jaan Theatrical Trailer

Jab Tak Hain Jaan Poem 1

“Teri aankhon ki nameekn mastiyaan

Teri hansi ki beparvaah gustakhiyan

Teri zulfon ki lehraati angdaiyaan

Nahi bhulunga main

Jab tak hai jaan

Jab tak hai jaan”

 

Jab Tak Hain Jaan Poem 2

“Tera haath se haath chorna

Tera saayoin ka rukh morna

Tera palat ke fir na dekhna

Nahi maaf karunga main

Jab tak hai jaan

Jab tak hai jaan”

 

Jab Tak Hain Jaan Poem 3

“Baarisho mein bedhadak tere naachne se

Baat baat pe bewajah se roothne se

Choti choti bachkaani teri badmaashiyon se

Mohabbat karunga main

Jab tak hai jaan

Jab tak hai jaan”

 

Jab Tak Hain Jaan Poem 4

“Tere jhoothe kasmein vaadoin se

Tere jalte sulagte khwabon se

Teri beraham duaon se

Nafrat karunga main

Jab Tak Hain Jaan

Jab Tak Hain Jaan”

Related Articles

  • manoj m c

    well done sharukh khan……..

  • Rishabh

    awesome poems